Recipe: Yummy Praline crunch ice cream recipe❤❤🥰(Iftar Special)

Delicious, fresh and tasty.

Praline crunch ice cream recipe❤❤🥰(Iftar Special).

Praline crunch ice cream recipe❤❤🥰(Iftar Special) You can cook Praline crunch ice cream recipe❤❤🥰(Iftar Special) using 6 ingredients and 8 steps. Here is how you cook it.

Ingredients of Praline crunch ice cream recipe❤❤🥰(Iftar Special)

  1. Prepare 400 ml of milk cream.
  2. Prepare 200 ml of condensed milk.
  3. You need 1 tsp of vanilla essence.
  4. It's of Crunch.
  5. You need 1 tsp of butter.
  6. It's of Adha cup cheeni.

Praline crunch ice cream recipe❤❤🥰(Iftar Special) step by step

  1. Cream aur condensed milk ko 2,3 hour ke lie freezer mein rkhein..
  2. Aur phir cream ko nikal kar achay sy beat krlein takay wo double hojaye or phir ismai condensed milk dal kar dobara beat krein.
  3. Jab dono achay sy beat hojaein toh ismai vanilla essence daldein aur hlkay hath sy mix krein..
  4. Phir crunch bana nay ke lie ek dechki mein cheeni dalein aur usay pakein jabtk wo hlki brown na hojaye aur phir iskay pani ko thick krlein aur phir isay utar lein.
  5. Ab ismai butter add kar ke mix krein..
  6. Phir koi pan lekr usmai oil laga dein or ispr crunch ko phela kar thanda honay ke lie rakh dein..
  7. Jab yh thnd hojaye toh usay utar kar tor krr iskay pieces ko icecream mein dal kar kisi band bowl mein nikal kar bowl ko polythene sheet sy cover kar ke iskay upar dhakan sy isay band kar ke 8 ghntay ke lie icecream ko freezer mein freeze honay ke lie rkhdein.
  8. Phir isay nikal kar serve krlein❤🤞🤞😍.